Kisi ki fitrat kisi ki aadat kyo ban jati hai
Muskurahat kabhi kabhi anshuo me kyu chup jati hai
Ye to pyar ki afsane hia diwana hi janta hia
Pyar ki uljhi paheli ko parwana hi janta hai
Kaise ek surat se kisiki zindgi badal jati hai
Kisi ki fitrat kisi ki aadat kyo ban jati hai
Muskurahat kabhi kabhi anshuo me kyu chup jati hai
Kisi ki tehzeeb kisi ki takdeer ban jati hai
Kisi ke jane ke baad sirf yaade kyu reh jati hai
Yaade bhi aisi jo bin aanshu rulati hai
Kisi ki fitrat kisi ki aadat kyo ban jati hai
Muskurahat kabhi kabhi anshuo me kyu chup jati hai
Kisi ki bandhishe kisi aur kyo tadpati hai
Anshu kisi ke to ankhe kisi aur ki kyo hoti hai
Kyo pyaar ki har dastan adhuri reh jati hai
Kisi ki fitrat kisi ki aadat kyo ban jati hai
Muskurahat kabhi kabhi anshuo me kyu chup jati hai
Kisi ki lakeere kisi aur ka kal ban jati hai
Kyo ek diwane ke dukho ki lakeer lambi banyi jati hai

Kyo pyar me do jismo ki parchai bhi ek ho jati hia
Kisi ki fitrat kisi ki aadat kyo ban jati hai
Muskurahat kabhi kabhi anshuo me kyu chup jati hai
Khushiyo se bahri zindgi me kyo tanhai cha jati hai
Haste hue chehro pe ashko ki baris ho jati hai
Pyar me to ashko me bhi unki tasveer dikhayi deti hai
Kisi ki fitrat kisi ki aadat kyo ban jati hai
Muskurahat kabhi kabhi anshuo me kyo chup jati hai